Latest
Showing posts with label Top Ten Poetry. Show all posts
Showing posts with label Top Ten Poetry. Show all posts

Love Hindi Shayari SMS in 120 Words with Art Images

Love SMS in Hindi Tery Chehry Ky Baad Dunya Me Koi Chehra Nazar Nai Aata Aankh Nabina Hogai Shaid Poetry Wallpaper

Tery Chehry Ky Baad Dunya Me Koi Chehraa,
Nazar Nai Aata Aankh Nabina Hogai Shaid...!!!




Love SMS in Hindi Woh Tera Zikkar Hi To Hota Hai Hon Jahan Bhi Gulaab Ki Batain Poetry Picture

Woh Tera Zikkar Hi To Hota Hai,
Hon Jahan Bhi Gulaab Ki Batain...!!!






SMS Hindi Love Har Duaa Me Raha Khayaal Tera Iss Tarha Yujhsy Rabta Rakha Poetry Wallpaper

Har Duaa Me Raha Khayaal Tera,
Iss Tarha Yujh Se Rabta Rakha...!!!




Love SMS in Hindi Tery Aany Ki Kya Umeed Magar Kesy Keh Dun ky Intzaar Nahin Image

Tery Aany Ki Kya Umeed Magar,
Kesy Keh Dun Ky Intzaar Nahin...!!!




Love SMS in Hindi Aankhon Me Chakachond Hai Seeny Me Andhera Suraj Sy Nabhayen Ke Shaby Taar Ko Dekhean Picture

Aankhon Me Chakachond Hai Seeny Me Andhera,
Suraj Sy Nabhayen Ke Shaby Taar Ko Dekhean...!!!




Love SMS in Hindi Jis Ko Dunya Janoon Kehti Hai Mera Hoshohawas Hota Hai Picture

Jis Ko Dunya Janoon Kehti Hai,
Mera Hosh-o-Hawas Hota Hai...!!!




Love SMS in Hindi Neend Kab Aati Hai Muddat Hui Soya Kaam Hun Teri Yaadon Ne Meri Raaton Sy Koi Sazish Ki Hai Picture

Neend Kab Aati Hai Muddat Hui Soya Kaam Hun,
Teri Yaadon Ne Meri Raaton Sy Koi Saazish Ki Hai...!!!




Love SMS in Hindi Ajeeb Halat Hai Dil Ki Naan Tum Mery Naan Me Apna Image

Ajeeb Halat Hai Dil Ki
Naa Tum Mery Naan Me Apna...!!!




Love SMS in Hindi Kal Raat Chand Hubhu Tumhary Jaisa Thaa Vahii Husn Wohi Ghroor Wohi Duri Wallpaper

Kal Raat Chand Hubahu Tumhary Jaisa Thaa,
Vahi Husnn Wohi Ghroor Wohi Duri...!!!




Love SMS in Hindi Nazuki Usky Labb Ki Kia Kahiey Pankhurii Ik Ghulaab Ki Si Hai Image

Nazuki Usky Labb Ki Kia Kahiey,
Pankhuri Ek Ghulaab Ki Si Hai...!!!


Sad Love Poetry SMS in Urdu with Sad Mood Pictures


Bari Gustakh Hain Teri Yaadain Inhain Tameez Sikha Do,
Dastak Bhi Nahi Deti Aur Dil Me Utarr Aati Hain...!!!






Chaly Jain Gi Anqareeb Tujhy Chord Kar,
Qadar Kya Hoti Hai Tujhy Waqat Bata De Ga...!!!






SUNO.. LOGO.. Yeh Jo Ishq Hai Naa?? Ishq?
Jaan To Ley Leta Hai, Magar Maut Nhi Aati...!!!






Aaj Bhi Soraj Mashriq Hi Se Nikla Hai,
Aaj Bhi Us Ke Aany Ka Imkaan Nahi...!!!






Kon Unhain Samjhaye, Kon Unhain Batlaye,
Bohat Khamosh Rahne Se Talluk Tot Jate Hain...!!!






Le Rhi Thi Muhabbat Ki Chadar Ishq Ke Bazar Se,
Hajoom Se Awaaz Aai "Aanah" Qafan Bhi Lete Jana...!!!






Dekh Zindgi Tu Is Tarah Na Rula Mujhko,
Main Khafa Hui To Chor Dongi Tujhe Bhi...!!!






Aye Kaash Ke Tum Mout Hote,
Ek Din To Yaqeen Hota Tere Aney Ka...!!!






Agar Rasta Badalna Ho To Kuch Mushkil Nahi CHAAHAT,
Baraa Sada Sa Jumla Hai "Sitaary Mil Nahi Sakty"...!!!






Meri Chaahat Nahi Beeti.. Abi Kuch Nahi Badla.
Agar Chaho.. Agar Samjho.. Meri Mano.. To Lout Aao...!!!


Love Shayari SMS in Hindi With Lovely Images


Jaan Kar Anjan Banna Acha Lagta Hai
Mujey Unko Apne Liay Pareshan Karna Acha lagta hai,

Muje Woh Karte Rahe Piyar Ka Iqrar
Bar Bar Nadan Ban Kar Har Bar Sunna Acha Lagta Hai...!!!






Uski Batain Bar Bar Yaad Karke Roye
Uske Liye RABB Se Faryaad Karke Roye,

Uski Khushi Ke Liye Choord Diaa Usey
Phir Uski Hi Kami Ka Ehasas Karke Roye...!!!







Koi Judaa Ho Gaya Koi Khafa Ho Gaya
Najane Zindgi Me Humse Kyaa Gunah Ho Gaya,

Bohat Sajde Kiye Kisi Ko Pane Ke Liay
Jis Sajde Me Usy Pana Tha Wohi Qaza Ho Gaya...!!!






Mujhe Qismat Se Shikwa Nahi Lekin "Ay KHUDA"
Woh Zindagi Me Kyun Aya Jo Qismat Me Nahi Tha...!!!






Sochte Hain Seekh Lain Hum Bhi Berukhi Karna Sab Se,
Sab Ko Muhabbat Dete Dete Hum Ne Apni Qadar Kho Di...!!!






Door Ja Kar Bhi Hum Door
Ja Naa Sakenge
Kitna Royenge Hum
Btaa Na Sakenge,

Gham Iska Nahi Ke Aap
Mil Na Sakoge,
Dard Is Baat Ka Koga Ke Hum Aapko
Bhula Na Sakenge...!!!






Amal Se Bhi Mangaa Wafa Se Bhi Mangaa
Tujhe Maine Teri Razaa Se Bhi Mangaa,

Na Kuch Ho Saka To Duaa Se Bhi Mangaa
Kasam Hai KHUDA Ki KHUDA Se Bhi Mangaa...!!!






Mere Rooth Jane Se Ab Unko Koi Faraq Nahi Parta,
BeChain Kar Daiti Thi Kabhi Jinko Khaamoshi Meri...!!!





Un Haseen Palon Ko Yaad Kar Rahe The
Aasmaan Se Aapki Baat Kar Rahe The,

Sukoon Mila Jab Humain Hawaon Ne Btaya
Aap Bhi Hamain Yaad Kar Rahe The...!!!






Mere Piyar Ki Woh Intiha Pochte Hain
Dil Me Hai Kitni Jagaa Pochte Hain,

Chahte Hain Hum Unko Khud Se Ziyada
Is Chaahat Ki Bhi Woh Wajaa Pochte Hain...!!!


Sad SMS Shayari In Hindi on Love


Chord Diya Aitbar Karna Kismat
Ki Lakeron Pe Jab Samjhe Ke...

Jo Dil Me Bas Jaye Woh 
Hath Ki Lakeron Me Nahi Hote...!!!






Woh Aisa To Nahi Lagti Tha Ke 
Kabhi Mujhe Chor Kar Chala Jayega,

Zaroor Koi Aaya Hoga Uski
Zindgi Me Mujhse Behtar...!!!







Ankhoon Se Q Aansu Jhalak Jate Hain
Tanhaiyon Me Q Ghum Yaad Atey Hain,

Aansu Ponch Kar Koi Yeh To Bata De Humain
Rulaney Wale Hi Aksar Q Yaad Atey Hain...??






Kisi Ki Yaad Ko Dil Me Basa Ke Roye
Kisi Ki Tasveer Ko Seeney Se Laga Ke Roye,

Jo Wada Kia Tha Hum Ne Kisi Se
Hum Us Wady Ko Nibha Ke Roye,

Jis Shakhs Ko Hamari Zaroorat Nahi Thi
Hum Us Shakhs Ko Apni Aarzu Bana Ke Roye,

Jis Ne Hamain Apne Qadmoon Taley Bhi Jaga Na Di
Hum Use Apni Palkoon Par Bithaa Ke Roye...!!!






Humne Mana Ke Humain Zindagi Samajte Ho
Log Kehte Hain Tumhain Zindagi Se Piyar Nahi...!!!






Bohot Mushkil Se Hota Hai
Teri Yaadoon Ka Karobaar,

Munafa Kam Hai Lekin
Guzara Ho Hi Jata Hai...!!!






Bahana Q Talash Kartey Ho Masroof Hony Ka,
Bas Itna He Keh Diya Karo Ke Ab Dil Me Jaga Nahi Rahi...!!!






Saahil Pe Baithe Lehar Dekhte Rahe
Kab Badlegi Unki Nazar Dekhte Rahe,

Loog Kehte Hain Woh Hamari Kismat Me Nhi
Hum Umra Bhar Apni Duwaoon Ka Asar Dekhte Rahe...!!!






Meri Haisiyat Ka Andaza Tum Yeh
Jaan Ker Laga Lo Gay,

Hum Unke Kabhi Nahi Hotay
Jo Har Kisi Ke Ho Jayein...!!!






Jaa Teri Nazron se Ab Maine Mounh Morr Liya
Teri Khushi Ke Liye Ab Maine Tujhe Hi Chor Diya...!!!






Ajeeb Si Adat Aur Ghazab Ki Fitrat Hai Apni,
Muhabbat Ho Ya Nafrat, Bohat Shiddat Se Kartay Hain...!!!


Love Shayari in Hindi with Images Vol-1


Pagal Huaey Jo Hum To Ulfat Usy Bhi Thi
Chaaha Jo Humne Us Ko To Chaahat Usay Bhi Thi,

Usko Na Bhool Payengay Woh Janta Tha
Aur Har Baat Bhol Jane Ki Adat Usay Bhi Thi...!!!





Bichri Hui Rahon Say Jo Guzray Hum Kabhi,
Har Gham Par Khoaey Hui Ek Yaad Mili Hai...!!!






Bina Ghum Khushi Ka Pata Kaise Chalega
Bina Roye Hansi Ka Maza Kaise Milega?

Woh Jo Bhi Karta Hai, Woh Hi Janta Hai
Hum Bhi Jaan Gaye, To Use KHUDA Kon Kahega...!!!





Tu Hi Bata Ae Dil, Tujhe Samjhaon Kaise?
Jise Chaahta Hai Tu, Usse Nazdeek Laon Kaise?

Youn To Har Tamanna Har Ehsaas Hai Woh Mera
Par Uss Ehsaas Ko Yeh Ehsaas Dilaun Kaise...!!!




Raat Ki Tanhai Me To Har Koi Yaad Kar Leta Hai,
Subah Uthte Hi Jo Yaad Aye Muhbbat Use Kahte Hain...!!!




Woh Kah Gaya Ke Mera Intzaar Naa Karnaa
Main Kahun Toh Bhi Mera Aitbaar Naa Karnaa,

Yeh Bhi Kahaa Ke Unko Pyaar Nahi Mujh Se
Aur Yeh Bhi Keh Gaya Ke Kisi Aur Se Pyaar Mat Karna...!!!





Dekha Palat Kar Usne
"Chahat" Use Bhi Thi,

Duniya Se Meri Tarah
"Shikayat" Use Bhi Thi,

Woh Roye The Mujko
"Pareshan" Dekh Kar,

Us Din Pata chala Meri
"Zarorat" Use Bhi Thi...!!!





MOHABBAT Kar Sakte Ho To KHUDA Se Karo,
Mit'ti Ke Khilonon Se Kabhi Wafa Nahi Milti...!!!





Woh Shakhs Rehta Hai Har Waqat Mery Khayalon Me Is Tarha,
Ke Abb Kisi Aur Ke Khwab Dekhnay Ki Zaroorat Nahi Mujhe...!!!





Kuch Aisi Mohabbat Us Ke Dil Me Bhar De Yaa RABB,
Ke Woh Jis Ko Bhi Chaahe, Woh "MAIN" Ban Jaun...!!!


Random