Latest
Home
/
Posts filed under
Islamic Poetry
Showing posts with label Islamic Poetry. Show all posts
Showing posts with label Islamic Poetry. Show all posts
Best Muharram SMS with Cards
Wafa Koo Naz Ha Jis Par Usy Abbaas (A.S) Kahte Hain,
Lagey Jo Sani-E-Hader (A.S) Usy Abbas (A.S) Kehte Hain...!!!
Shah Asst Hussain, Baadshah Asst Hussain
Deen Asst Hussain, Deen Panah Asst Hussain,
Sur Daad, Nan Daad Dast, Dar Dast-E-Yazeed,
Haqq Ke Binaey Laa Ilaa Asst Hussain...!!!
Poet: Khwaja Moinuddin Chisti...!!!
Aatay Hain Aksar Samandar Me Tofaan Is Liye Bhi,
Jub Yaad Aati Ha Samandar ko Pyassy "HUSSAIN"(A.S)Ki.
"YA HUSSAIN WA HUSSAIN"...!!!
Day Ke Sar Shabeer Nain Islam Zinda Kar Dia,
Karbala Ko Jis Kay Sajday Nain Mo-Alah Kar Dia...!!!
Kareeb "ALLAH" Ke Aao To Koi Bat Bany
Mann Phir Sey Jagaoo To Koi Bat Bany,
Laho Joo Bah Gaey "KARBALA" Mein
Unn kay Mqsad Koo Samjhoo To Koi Bat Bany...!!!
Karbala Ko Karbala Ke Badhshah Pr Naaz Hai
Us Nawase Pe Muhammad Mustafa S.A.W. Ko Naaz Hai,
Yun To Lakhoon Ne Sajdey Kiey
Par Hussian Ne Woh Sajda Kia Jis Pe Khuda Ko Naaz Ha...!!!
Ajab Shaan Hai Hussain Tumhare Lshkar Ki
Kahaan Se Dhoondh Ke Laain Misaal ASGHAR Ki,
Sitaara Ab Bhi Fajar Kaa Udaas Hotaa Hai
Sunaai Deti Hai Ab Bhi Azaan Akbar Kiy...!!!
Kia Jalwa Karbala Main
Dikhaya "HUSSAIN" Nain,
Sajday Main Ja kar Sir
Kataya "HUSSAIN"...!!!
Hun Mureed-e-Khandaan-e-Khuftaa-e-Khaak-e-Najaf
Moj-e-Tufaan Aap Ly Jain Ge Saahil Pey Mujhey,
Hai Mere Dil Me Feroozan Dagh-e-Ishq-e-Ahl-e-Bayat
Dhoondta Phirtaa Hai Zill-e-Daaman-e-Hader Mujhe...!!!
Lafzoon Mai Kiyaa Likhon "SHAHADAT-E-HUSSAIN" Mohsin,
Qalaam Bhi Mera Ro Daita Hay "KARBALA" Ka Manzar Soch Kar...!!!
Photosz.Com
22:23
Ashura Quotes and SMS with Wallpapers
Sajday se Karbala Ko Bandagi Mill Gai,
Sabar Se Ummat Ko Zindagi Mill Gai...!!!
“Expose true identity of governing tyrant
evil umayyad family who ruled as
if invincible giant”
LESONS KARBALA....!!!
Naa Jany Q Meri Aankoon Me Aa Gaye Aansu,
Sikhaa Rahaa Thaa Main Bacchy Ko KARBLA Likhna...!!!
Hussain Ghazal
Kauser Ke Saqi Ka Woh
Nawaasa HUSSAIN Tha,
Karbala Ke Dasht Main
Piyaasa HUSSAIN Tha,
Baadal Yazediat Ke Jo
Phelay Char Sou,
Un Me Chamkta Ik
Sitaara HUSSAIN Tha,
Karta Wo Kesey Haath
Pey Bait Yazed Ke,
Us Waqat Sab Se
Arfaa-o-Aalaa HUSSAIN Tha,
Hilney Laga Thaa
Arsh-e-ELAAHI Bhi Us Ghari,
Jab Karbal Ki Rait Pey
Tarpaa HUSSAIN Tha,
Pardes Me Shahed
Jisay Kar Dia Giyaa,
Woh MUSTAFA (PBUH) Ki
Aankhon Ka Tera HUSSAIN Tha...!!!
I must strive to reform myself and people of entire world. Inashallah Azzawajal...!!!
Kul AMBIYAA Ki Wafaa Ko HUSSAIN Kehtey Hain
KHUDA Ki Khaas Adaa Ko HUSSAIN Kehtey Hain,
Yazed Naam Hai Dunyaa Ki Kul Nijaasat Ka
Taharaton Ke KHUDA Ko HUSSAIN Kehtey Hain...!!!
A Tree At Paradise: Ali's Love,
A Tree At Paradise: His Lovers,
Those Clinging To The Branches Of Tree...!!!
Ibn Rajab Said: The Prophet (P.B.U.H.) named Al-Muharram
shahru ALLAH “The month of ALLAH”, & Adding it to ALLA’s
mane is an indication for its honor & grace...!!!
Ya-Hussain...!!!
THE DAY OF Martyrm Of Sayyaduna Imam Zain-ul-Abeedeen (A.S), The Son Of Imam Hussain (A.S)
THE DAY OF Sacrifice...!!!
Matam Gghazal
Kahte Hain Barry Fakhar Say Ham Gham Nahi Karte
Matam Ki Sadaa Sunte Hain Matam Nahi kerte,
Vo Loog Bhlaa Samjhain Gay Kiyaa Raaz-E-Shahadat
Jo Eid To Kerte Hain Muharram Nahin Kerte,
Kyoon Aap Kaa Dill Jaltaa Ha kyoon Jalta Hai Seena
Hum Aap Ke Seene Pey Too Maatam Nahin Karte,
Mohsin Yey Maqbool Riwaayat Ha Jahan Main
Qaatil Kabhi Maqtool Ka Maatam Nahin Kertay...!!!
Photosz.Com
23:20
Muharram Wishes SMS and Quotes with Images
Kiya Jalwaa Karbala Me Dikhaya HUSSAIN Ne,
Sajde Main Ja Ke Sarr Katayaa HUSSAIN Ne...!!!
Joo Zulm Pey Laanat Na Karey, Aap Laeen Ha,
Joo Jubr Kaa Munker Nahi, Woh Munkir-e-Deen Hai
POET: Faiz Ahmad Faiz...!!!
Qatil-E-Hussain Asal Main Mrrg-E-Yazeed Hai,
Islaam Zindaa Hota Ha Har Karblaa Key Baad...!!!
POET: Muhammad Ali Jauhar...!!!
Hussain Teray Laahoo Ki Khushboo
Falak Key Daaman Say Arhi Hay...!!!
Zikkr-e-Husain Aayaa To Ankhain Chalak Parein,
Paani Ko Kitna Piyaar Hai Abb Bhi Hussain Say...!!!
Islaam Key Daaman Main Bus Is Ke Sivaa Kia Ha,
Ik Zarb-E-Yadulla Hi Ik Sjdaa-E-Shabbeeri...!!!
POET: Allama Muhammad Iqbal...!!!
Huqq-o-Baatil Ki Hai Pakkar Hameeha Jaari,
Jo Mann Baatil Sey Darain Hain Vohi Sahi...!!!
POET: Muhammad Ali Jauhar...!!!
Photosz.Com
02:49
Muharram SMS Ghazal: Dy Ke Sar Shabber Nay Islam Zinda Kar Diya
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar Diyaa
Karblaa Ko Jis Ke Sajdy Ne Muallah Kar Diyaa,
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar Diyaa
Hasharr Tak Koi Yazeedi Sarr Uthaa Sakta Nahain
Jis Ka Mutlab Zindagi Bharr Deen Chuka Sakta Nahain
Faatima Ke Laal Nay Ehsaan Easa Kar Diyaa
Dy Ke Sarr Shabber Nay Islaam Zindaa Kar Diyaa
Karbalaa Ko Jis Ke Sajdy Ne Muallah Kar Diyaa...!!!
Photosz.Com
00:27
Hajj Wishes Messages Quotes and Poems with ecards
You Are a Very Blessed Person To Be Celebrating Today.
I Wish to Send you My Warmest Heart Filled Greetings
And Wish you and your Family The Best that this Day can Offer.
Hajj Mubarak...!!!
Mubarak Ho Hum Sab Ko Hajj Ka Mahena
Na Thi Meri Qismat Ke Dekhon Medina,
Madiny Waley Ko Mera Salaam
Dena Mera Salaam Dena...!!!
Hajj Mubarak...!!!
Congratulation on Your Hajj
May the Joy of this Holy Event
Change Your Spirit With Grace
And Excitement for the Rest of
Your Life...!!!
Happy Hajj...!!!
To All Those Member Whoes Parents,
Relatives or Friends or Any Person is Going to Perfrom
"HAJJ" May ALLAH Subhanwatalla Accepts All Their Prayer
And May HE Accepts Their HAJJ Because Not Everyone
Get Chance to Visit HIS House so Every Body Just Pray
For All Those Muslims Who are Perfroming HAJJ This Year
May ALLAH Bless Us All and May We Get Chance to Visit
HIS House and be Among Those Lucky People INSHALLAH...!!!
Hajj Mubarak To All Muslims...!!!
Ek Bar To KABA Dekhun Main
Ek Aas Lagaye Betha Hun,
Ek Bar To KABA Dekhun Main
Us Shehar Ki Pur Kaif Hawaon Main,
Ek Bar To Jeena Dekhun Main
Pyasa Hun Aab-E-Zam Zam Ka,
Ek Bar To Pee K Dekhun Main,
Phir Chahe Hosh Gawa Bethun,
Bus Ik Baar MADINA Dekhun Main,
Bus Ik Baar MADINA Dekhun Main...!!!
Hajj Mubarak...!!!
I Have Reached Saudi Arabia,
I Am In Khana-e-Kaaba,
I Am In Masjid-e-Nabwi,
I Am In Mina,
I Am In Arafat,
I Have Done Qurbani,
I Have Performed My Hajj...!!!!
Hajj Mubarak to all...!!!
You Are a Wonderful Person and I Would Like to Wish You a Very Happy Hajj Mubarak,
May Allah Accept Your Duaa and May HE Be Pleased With You.
May You Be Filled With Joy and Happiness...!!!
Happy Hajj My Friend...!!!
Photosz.Com
01:47
Hajj Festival Greetings SMS and Wishes with Cards
May Allah’s Blessing Light Your Way,
Strengthen,
Your Faith and Bring Joy to Your Heart as You.
Praise and Serve Him Today,
Tomorrow and Always…!!!
Hajj Mubarak…!!!
The Blessings of Hajj,
The Prophet (PBUH) Said:
“ONE Who Offers Hajj in His Way
And Doesn’t Speak Obscene Language,
And Doesn’t Commit Sins, Will Come
Back (Purified) as He Was at The Time Of His Birth”…!!!
Hajj Mubarak…!!!
“Islam is Based on Five Fundamentals:
To Proclaim That There is no GOD but ALLAH
And Muhammad (PBUH) is The Messenger of ALLAH,
And to Establish the Prayer,
And Pay Zakat,
To Offer Pilgrimage Of The House of ALLAH
And to Fast During Ramadan”…!!!
Hajj Mubarak…!!!
Mubarak Ho Tum Sab Ko Hajj Ka Maheena
Na Thi Meri Qismat Ke Dekhon Medina,
Madine Waly Ko Mera Salam Dena…!!!
Mera Salaam Dena…
Hajj Mubarak…!!!
“Hajj Offered With all its Requirements is Reward with Paradise.”
Hajj Mubarak…!!!
O ALLAH! I Turn to You Repose Trust
in You and Seek Your Pleasure.
I Beseech You to Bless My Journey,
Fulfill My Wishes and Include me
Among Those Superior to Me
Whom You Honour Today...!!!
Hajj Mubarak…!!!
Photosz.Com
23:16
Alwida Mah-e-Ramzan Shayari End of Ramadan
Ja Rahi Hain Woh Ronaqain
Ja Rahi Hain Woh Barkatain,
Ja Rahi Hain Woh Khushyaan
Aaya Tha Ban Ke Mehmaan,
Alwida Mah-e-Ramadan
Alwida Mah-e-Ramada...!!!
Remember in your Prayers.
------------------------------------
Sab Ko Udaas Kar Ke Ramazan Ja Raha Hai
Sab Par Luta Ke Apna FEZAN Ja Raha Hai,
Aaya Tha Ghar Humary Qismat Humari Ban Ke
Bheja Tha Jo KHUDA Ne Woh MEHMAN Ja Raha Hai....!!!
Alvida Alvida Mah-e-Ramadan....
----------------------------------------------------------------
Alvida NOOR-E-KHUD, Aey Mah-e-Ramadan Alvida
Tu Ho Raha Hai Hum Se Juda, Aey Mah-e-Ramadan Alvida,
Such To Yeh Hai Haq Tera Hum To Ada Na Kar Saky
Paish Hai Jo Ho Saka, Aey Mah-e-Ramadan Alvida,
Teri Mehmani Me Agar Humse Huee Kotahiyaan
Maaf Kar Dena Khata, Aey Mah-e-Ramadan Alvida,
Zindagi Rahi To Agle Saal Daikhainge Tujhe
Na Rhi To Alvida, Aey Mah-e-Ramadan Alvida...!!!
Photosz.Com
02:22
A Best Urdu Ghazal Woh Button Ne Dalay Hein WasWasay Ke Dilon Se Khof-e-KHUDA Gaya
Woh Butto’n Ne Dalay Hein Was'Wasay Ke Dil Se Khof-e-KHUDA Gaya
Woh Parri Hein Roz Qayamatein Ke Khayal-e-Roz-e-Jaza Gaya,
Jo Nafs Tha Khar-e-Gulo Bana, Jo Uthay Tou Hath Lahoo Huey
Woh Nishat-e-Aah Sehar Gaee Woh Waqar-e-Dast-e-Dua Gaya,
Na Woh Fasl-e-Bahaar Ka, Na Ravish Woh Abr-e-Bahaar Ki
Jis Ada Se Yaar Thay Aashna, Woh Mijaz-e-Baad-e-Saba Gaya,
Jo Talab Pe Ehd-e-Wafa Kia, Tou Woh Aabro-e-Wafa Gaiee
Sar-e-Aam Jab Huey Mudda’ee Tou Sawab-e-Sidq-0-Safa Gaya,
Abhi Baadban Ko the Rakho, Abhi Muztarib Hai Rukh-e-Hawa
Kisi Raastay Mein Hai Muntazir, Woh Sukoon Jo Aa Ke Chala Gaya...!!!
وہ بتوں نےڈالے ہیں وسوسے کہ دلوں سےخوف خدا گیا
،وہ پڑی ہیں روز قیامتیں کہ خیالِ روزِ جزا گیا
جو نفس تھا خارِگلو بنا ، جو اٹھے تو ہاتھ لہو ہوئے
،وہ نشاطِ آہ سحر گئ وہ وقارِ دستِ دعا گیا
نہ وہ رنگ فصلِ بہار کا، نہ روش وہ ابرِ بہار کی
،جس ادا سے یار تھے آشنا وہ مزاجِ بادِ صبا گیا
جو طلب پہ عہدِ وفا کیا، تو وہ آبروئے وفا گئ
،سرِ عام جب ہوئے مدّعی تو ثوابِ صدق و صفا گیا
ابھی بادباں کو تہہ رکھو ابھی مضطرب ہے رخِ ہوا
!!!...کسی راستے میں ہے منتظر وہ سکوں جو آکے چلا گیا
वे मूर्तियों नेडाले हैं ोस्ोस्े कि दिल से डर भगवान गया
वह पड़ी हैं दिन कयामतें कि विचार को लौटाना गया,
जो आत्मा था खारगलो बना, जो उठे तो हाथ लहू हुए
वह निशात आह सहर गया वो प्रतिष्ठा हाथ प्रार्थना गया,
न वे रंग फसल बिहार का, न रोष वह बादल बिहार
जिस अदा से यार थे आशना वह स्वभाव बाद सबा गया,
जो मांग पर संकल्प वफ़ा, तो वह आबरोए वफ़ा गया
सिर आम जब हुए वादी तो इनाम ईमानदारी और साफ गया,
अभी बादबाँ को तहे रखो अब बेचैन है रुख हुआ
किसी रास्ते में प्रतीक्षा वह सकूँ जो आके चला गया...!!!
Photosz.Com
12:03
Tu Mujhe Nawazta Hai Yeh Tera Karam Hay MOULA
Tu Mujhe Nawazta hai yeh Tera Karam Hay MOULA,
Warna TERI Rehmaton Ke Qaabil Meri Bandagi Kahan...!!!
Photosz.Com
02:42
Random
















