Latest
Home
/
Posts filed under
Ishq Poetry
Showing posts with label Ishq Poetry. Show all posts
Showing posts with label Ishq Poetry. Show all posts
Sad SMS in Hindi for Girlfriend 140 Words with Girls Moods Pictures
Bas Ek Hasrat Hai Is Dil Me,
Hamain Bhi Koe Chahy Chahny Walon Ki Tarah...!!!
Zindagi Tujh Pay Bohat Ghoor Kia Meny,
Tu Rangeen Khilonon Ke Siwaa Kuch Bhi Nahi Hai...!!!
Tajarba Ek Hi Ibrat Ke Liye Kafi Tha,
Main Ne Dekha Hi Nahi Ishq Dabara Kar Ke...!!!
Lihaaz-e-Ishq Na Hota To Tujh Se Ranjishain Hoti,
Shikayat Sirf Etni Hai Ke Tu Samjha Nahi Mujhe...!!!
Meray Nazdeek Aa Ke Dekh Mery Ehsaas Ki Shiddat,
Mera Dil Kitna Dharakta Hai Sirf Tere Naam Ke Saath....!!!
Woh Kehta Tha Tere Jism Ka Saya Hon Main,
Shayed Isi Liye Andheron Me Sath Choor Gaya...!!!
Photosz.Com
00:55
Sad Love Poetry SMS in Urdu with Sad Mood Pictures
Bari Gustakh Hain Teri Yaadain Inhain Tameez Sikha Do,
Dastak Bhi Nahi Deti Aur Dil Me Utarr Aati Hain...!!!
Chaly Jain Gi Anqareeb Tujhy Chord Kar,
Qadar Kya Hoti Hai Tujhy Waqat Bata De Ga...!!!
SUNO.. LOGO.. Yeh Jo Ishq Hai Naa?? Ishq?
Jaan To Ley Leta Hai, Magar Maut Nhi Aati...!!!
Aaj Bhi Soraj Mashriq Hi Se Nikla Hai,
Aaj Bhi Us Ke Aany Ka Imkaan Nahi...!!!
Kon Unhain Samjhaye, Kon Unhain Batlaye,
Bohat Khamosh Rahne Se Talluk Tot Jate Hain...!!!
Le Rhi Thi Muhabbat Ki Chadar Ishq Ke Bazar Se,
Hajoom Se Awaaz Aai "Aanah" Qafan Bhi Lete Jana...!!!
Dekh Zindgi Tu Is Tarah Na Rula Mujhko,
Main Khafa Hui To Chor Dongi Tujhe Bhi...!!!
Aye Kaash Ke Tum Mout Hote,
Ek Din To Yaqeen Hota Tere Aney Ka...!!!
Agar Rasta Badalna Ho To Kuch Mushkil Nahi CHAAHAT,
Baraa Sada Sa Jumla Hai "Sitaary Mil Nahi Sakty"...!!!
Meri Chaahat Nahi Beeti.. Abi Kuch Nahi Badla.
Agar Chaho.. Agar Samjho.. Meri Mano.. To Lout Aao...!!!
Photosz.Com
01:09
Ek Tere Dard Ko Pehlu Me Chupa Rakha Hai Aur Tu Paas Mere Hijar Me Kiya Rakha Ha
اک ترے درد کو پہلو ميں چھپارکھا ہے
،اور تو پاس مرے ہجر ميں کيا رکھا ہے
دل سے ارباب وفا کا ہے بھلانا مشکل
،ھم نے ان کے تغافل کو سنا رکھا ہے
تم نے بال اپنے جو پھولوں ميں بسارکھے ہيں
،شوق کو اور بھي ديوانہ بنا رکھا ہے
سخت بے درد ہے تاثير محبت کہ انہيں
،بستر ناز پہ سوتے سے جگا رکھا ہے
آہ وہ ياديں کہ اس ياد کو ہو کر مجبور
،دل مايوس نے مدت سے بہلا رکھا ہے
کيا تامل ہے مرے قتل ميں اے بازوئے يار
،اک ھي وار ميں سر تن سے جدا رکھا ہے
حسن کو جور سے بيگانہ نہ سمجھ، کہ اسے
،يہ سبق عشق نے پہلے ہي پڑھا رکھا ہے
تيري نسبت سے ستم گر ترے مايوسوں نے
کہتے ہيں اہل جہاں درد محبت جس کو
،نام اسي کا مضطر نے دوا رکھاہے
نگہ يار سے يکان قضا کا مشتاق
،دل مجبور نشانے پہ کھلا رکھا ہے
اسے کا انجام بھي کچھ سوچ ليا ہے حسرت
!!!...تو نے ربط ان سے جو درجہ بڑھا رکھا ہے
और तो पास मरे हिज्र में क्या रखा है,
दिल से अरबाब वफ़ा है भला मुश्किल
हम अपने तगाफल सुना रखा है,
आप बाल अपने जो फूलों में बसारखे हैं
शौक और भी दीवाना बना रखा है,
सख्त बेदर्द है प्रभावशीलता प्यार कि उन्हें
बिस्तर गर्व पे सोते से जगा रखा है,
आह वह यादें कि याद हो कर मजबूर
दिल निराशा ने समय से बहला रखा है,
क्या तमिल है मेरे हत्या में प्रथम बाज़ूए यार
इक खय दर में सिर शरीर से अलग रखा है,
हसन को जोर से बेगाना नहीं समझ, कि उसे
यह सबक इश्क ने पहले ही पढ़ा रखा है,
तेरी तुलना से सितम गिर तेरे मायोसों ने
दिल हरमाँ को भी सीने से लगा रखा है,
कहते हैं अधिकारी जहां दर्द प्यार जिसे
नाम उसी का मुज़तर ने दवा रखा,
नथान यार से यकान क़ज़ा का मुश्ताक
दिल मजबूर निशाने पर खुला रखा है,
इसे अंजाम भी सोच लिया है हसरत
तो लिंक उनसे जो स्थिति बढ़ा रखा है...!!!
Photosz.Com
03:06
Ab Ke Hum Bichre To Shayad Kabhi Khwaabon Mein Milain Jis Tarah Sukhe Huye Phool Kitabon Mein Milain
Ab Ke Hum Bichre To Shayad Kabhi Khwaabon Mein
Milain Jis Tarah Sukhe Huye Phool Kitabon Mein Milain,
Dhoond Ujre Huye Logon Mein Wafa Ke Moti
Yeh Khazane Tujhe Mumkin Hai Kharabon Mein Milain,
Gham-e-Duniya Bhi Gham-e-Yaar Mein Shaamil Kar Lo
Nasha Bardhta Hai Sharabein Jo Sharabon Mein Milain,
Tu KHUDA Hai Na Mera Ishq Farishton Jaisa
Dono Insaan Hain Tou Kyun Hijabon Mein Milain?
Aaj Hum Daar Pe Khainchay Gaye Jin Baaton Par
Kya Ajab Kal Woh Zamaanay Ko Nisaabon Mein Milain,
Ab Na Woh Main Hun, Na Tu Hai, Na Woh Maazi Hai “Faraaz”
Jaise Do Shakhs Tamannaa Ke Saraabon Mein Milain...!!!
Photosz.Com
23:41
Yeh Samandar Hai Kinaare Hi Kinaare Jaao Ishq Har Shakhs Ke Bas Ka Nahi Piyaare Jaao
Yeh Samandar Hai kinaare Hi kinaare Jaao
IshQ Har Shakhs ke Bas ka Nahi Piyaare Jaao,
Yun To Maqtal Me TamasHaayi Bohat aatey Hain
Aao uss Waqt Ke Jis waqt Pukaare Jaao,
Dil ki Baazi Lagi Phir Jaan ki Baazi Lag Jaaye
IshQ Main Haar ke Baitho nahi Haare Jaao,
Kaam Ban Jaaye agr Zulf Janoon Ban Jaaye
Is Liye uss ko Sanwaaro Ke Sanwaare Jaao,
Koi rastaa koi Manzil use DushwaaR nahi
Jis Jagah Jaao Mohabbat ke Sahaare Jaao,
Hum To mitti Se Ugaayen Ge Mohabbat ke Gulaab
Tum agr Torne Jaate Ho Sitaare Jaao,
Doobna Ho Ga agr Doobna Taqdeer Main Hai
Chaahe Kashti Pe Raho Chaahe kinaare Jaao,
Tum Hi Socho Bhala Ye Shouq koi Shouq Hua
AaJ Uonchaayi Pe Baitho kal Utaare Jaao,
Maut Se Khail ke karte Ho Mohabbat "Ghalib"
Mujh ko Dar Hai Kahin Be-Maut na Maare Jaao...!!!
Photosz.Com
02:11
Love Poetry Collection In Urdu Vol-3
Yeh Kah Kar Usne Qatl-E-Aam Karwa Diyaa Shahar Me,
Kal Jo Sabse Pahle Mila Mujhe Wahi Mera Humsafar Hoga...!!!
Neend Se Karon To Kyaa Shikwaa Karon?
Baat To Us Chehray Ki Hai Jo Sonay Nahi Deta...!!!
Tumhain Qismat Samjh Kar Senay Se Lagayaa Tha,
Bhool Gaya Ke Qismat Badaltey Dair Nahi Lagti...!!!
Dafan Karna Yaa Jalna Apni Apani Marzi Hai,
Yaad Rahiay Mere Jism Ki Main Khud Maalik Hu...!!!
Gulshan Tha Lalazar Abhi Kal Ki Baat Hai
Har Gul Pe Tha Nikhar Abhi Kal Ki Baat Hai,
Ankhon Ki Jinki Aaj Ghatne Lagi Hun Main
Unko Tha Mujhse piyar Abhi Kal Ki Baat Hai...!!!
Yeh Ek Khawab Tha Shayad Ek Khawab He Hoga Par Sach Huaa Kaise,
Jab Se Jagi Hon Un Ke Chune Ka Ehasaas Hai zehan Me Ab Tak...!!!
Uski Awaz Sun Lon To Mil Jata Hai Sakoon Dil Ko,
Dekhon To Sahi Mery Dard Ka Elaaj Kaisa Hai...!!!
Apni To DAASTAAN-E-ISHQ Ka Yeh Pehlu Raha,
Nazrain Bhi Us Sy Mili Thi Jis Sy Muqaddar Na Mil Saka...!!!
Jab Hum Chote The To Sone Ke Liye Rone Ka Natak Krte The,
"Par Aaj"
Hum Jab Barey Ho Gaye Hain To Rone Ke Liye Sone Ka Natak Krte Hain...!!!
Photosz.Com
23:28
Dard Tha Dil Me Par Kabi Dikhaya Nahi
Dard Tha Dil Me Par Kabi Dikhaya Nahi
Aansu Thy Aankhon Me Par Kabi Roye Nahi,
Yehi Farq Hai Dosti Or Piyar Me
Ishq Ne Kabi Hansaya Nahi Or Doston Ne Kabi Rulaya Nahi...!!!
Photosz.Com
02:06
La-Ilaaj-E-Ishq-E-Bemaar Hun Maut Bhi Nahi Aa Rahi
La-Ilaaj-E-Ishq-E-Bemaar Hun Maut Bhi Nahi Aa Rahi,
Hakim Chhor Mujhe Dawa Me Thori Thori Muhabbat Mila Ke Diya Kar...!!!
Photosz.Com
00:33
Meri Hayat Me Tu Muhabbat Ke Baad Hai
Meri Hayat Me tu Muhabbat Ke Baad Hai
Tera Diya Har Ek Zakhm Muje Yaad Hai,
Ishq me Zinda Bach Gayi Main Bhi
Shayad Kisine Maangi Jaan ki Fariyaad Hai,
Mausam Dushman se Badle Ka Aagaya Hai
Suna Ke Ghar Aaj Kal Unke Bade Abaad Hai,
Libaas Ki Tarah Maashooq Badalny Lagi
Khayal Tere Bhi Beinteha Azaad Hai,
Poocho Na Sabab Aashiq-E-Mizaj Ka
Meri Zaat Kal Bhi Barbaad Thi Aaj Bhi Barbaad Hai....!!!
Photosz.Com
23:29
Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge
Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge
Muhabbat Ke Ghar Se Ishq Ke Naam Pe Piyaar Ly Leynge,
Aankhon Par Tumhare Husn Ki Silvatain Pardi Hain
Ek Baar Murr Jaaogi To Hum Bhi Dedaar Ly Leyngy...!!!
Photosz.Com
23:22
Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na
Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na
Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na
Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko
Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne
Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Aasi kabhi pehle hui na Thi
Khawahishein..
Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein
Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na
Aankhon aankhon mein jata De
Chaahun main ya Na..
Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain
Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai
Abhi main na dekhun khwaab Woh
Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine
Ab tak the jo sile
Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe
Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne
Bunti hun tere sapne
Tujhse hua mujhko Piyar..
Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na
Tere Khwaabon main ab jeena, Chaahun main kyon Na..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Photosz.Com
23:57
Sunn Rahaa Hai Naa Tu Roo Rahi Hun Main
Manzile Ruswaa hain, Khoyaa hai Raastaa
Aaye Le Jaaye Itnii Si Iltajaa..
Yeh Merii Zamaanat hai, tu Meri Amaanat Hai
Aaaaa...
Mujhko Iraade de, Kasme de, Waade De
Meri duaaon kaa Isharon ko Sahaare De
Dil ko Thikaane de, Naye Bahaane De
Khaabon ki Barishoon ko Mausam ke Pemaaney De..
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Yaaraa..
Waqt Bhi Thehraa Hai..
Kaise Kyun yeh Huaa..
Kaash Tu Aese Aaye
Jaisey Koi Duaa..
Tu Rooh ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai
Aaa...
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main...!!!
Photosz.Com
23:53
Random































