Latest
Showing posts with label Hijar. Show all posts
Showing posts with label Hijar. Show all posts

Ek Tere Dard Ko Pehlu Me Chupa Rakha Hai Aur Tu Paas Mere Hijar Me Kiya Rakha Ha




اک ترے درد کو پہلو ميں چھپارکھا ہے
،اور تو پاس مرے ہجر ميں کيا رکھا ہے

دل سے ارباب وفا کا ہے بھلانا مشکل
،ھم نے ان کے تغافل کو سنا رکھا ہے

تم نے بال اپنے جو پھولوں ميں بسارکھے ہيں
،شوق کو اور بھي ديوانہ بنا رکھا ہے

سخت بے درد ہے تاثير محبت کہ انہيں
،بستر ناز پہ سوتے سے جگا رکھا ہے

آہ وہ ياديں کہ اس ياد کو ہو کر مجبور
،دل مايوس نے مدت سے بہلا رکھا ہے

کيا تامل ہے مرے قتل ميں اے بازوئے يار
،اک ھي وار ميں سر تن سے جدا رکھا ہے

حسن کو جور سے بيگانہ نہ سمجھ، کہ اسے
،يہ سبق عشق نے پہلے ہي پڑھا رکھا ہے

تيري نسبت سے ستم گر ترے مايوسوں نے

،دل حرماں کو بھي سينے سے لگا رکھا ہے

کہتے ہيں اہل جہاں درد محبت جس کو
،نام اسي کا مضطر نے دوا رکھاہے

نگہ يار سے يکان قضا کا مشتاق
،دل مجبور نشانے پہ کھلا رکھا ہے

اسے کا انجام بھي کچھ سوچ ليا ہے حسرت
!!!...تو نے ربط ان سے جو درجہ بڑھا رکھا ہے


इक तेरे दर्द पहलू में छिपारखा है
और तो पास मरे हिज्र में क्या रखा है,

दिल से अरबाब वफ़ा है भला मुश्किल
हम अपने तगाफल सुना रखा है,

आप बाल अपने जो फूलों में बसारखे हैं
शौक और भी दीवाना बना रखा है,

सख्त बेदर्द है प्रभावशीलता प्यार कि उन्हें
बिस्तर गर्व पे सोते से जगा रखा है,

आह वह यादें कि याद हो कर मजबूर
दिल निराशा ने समय से बहला रखा है,

क्या तमिल है मेरे हत्या में प्रथम बाज़ूए यार
इक खय दर में सिर शरीर से अलग रखा है,

हसन को जोर से बेगाना नहीं समझ, कि उसे
यह सबक इश्क ने पहले ही पढ़ा रखा है,

तेरी तुलना से सितम गिर तेरे मायोसों ने
दिल हरमाँ को भी सीने से लगा रखा है,

कहते हैं अधिकारी जहां दर्द प्यार जिसे
नाम उसी का मुज़तर ने दवा रखा,

नथान यार से यकान क़ज़ा का मुश्ताक
दिल मजबूर निशाने पर खुला रखा है,

इसे अंजाम भी सोच लिया है हसरत
तो लिंक उनसे जो स्थिति बढ़ा रखा है...!!!


Raat Humain Kuch Yaad Nahin Tha





Raat Humain Kuch Yaad Nahin Tha
Raat Bohot Hi Yaad Aaye Ho,

Humsey Na Poocho Hijr Key Qissey
Apni Kaho Ab Tum Kaisey Ho...!!!


Shab-E-Hijran Me Raat Bhar Neend Hansti Hai Mujh Par Door Khari



Shab-E-Hijran Me Raat Bhar,

Neend Hansti Hai Mujh Par Door Khari...!!!


Mere Chere Me Tumhain Woh Hi Nazar Aaengy Zaid



Mere Chere Me Tumhain Woh Hi Nazar Aaengy,
"Zaid"
Main Faqat Unki Tasveer Bani Bethi Hoon...!!!


Jigar Ho Jaega Chalni Yeh Aankhain Khoon Roaingi




Jigar Ho Jaega Chalni Yeh Aankhain Khoon Roaingi
"Wasi"
Be Fainz Logon Se Nibha Kar Kuch Nahi Milta...!!!



Bhooly Hain Rafta Rafta Unhain Muddaton Me Hum




Bhooly Hain Rafta Rafta Unhain Muddaton Me Hum,

Qistoon Me Khudkushi Ka Maza Hum Se Pochiaey...!!!



Zindgi Hamain Tumse Koi Aarzoo Kab Thi



Zindgi Hamain Tumse Koi Aarzoo Kab Thi,

Hum To Iss Aas Me Jeete Hain Ke Marna Kab Hai...!!!


Tumko Maloom Sahi Mujhko Maloom Nahin



Tumko Maloom Sahi Mujhko Maloom Nahin

Dard Jab Lutf Ki Manzil Se Guzar Jaata Hai,

Na Dilaason Se Behalta Hai Tadapta Huaa Dil
Na Nigahon Ko Kisi Tor Qaraar Aata Hai...!!!


Palkon Ki Had Ko Tor Daman Pe Aa Gira



Palkon Ki Had Ko Tor Daman Pe Aa Gira,

Ik Aansoo Meray Sabr Ki Toheen Kar Gaya...!!!


Aey Mere Nadaan Dil Tu Dhadkna Band Kar De




Aey mere nadaan dil tu dharkna band kar de
Jab jab tu dharkta he tab tab un ki yaad aati hai,

Woh to khoosh hai apni duniya main
Pal pal jaan to hamari jaati hai...!!!


Na Khai Ho Jis Ne Thokar Woh Kisi Ka Dard Kya Janey




Na Khai Ho Jis Ne Thokar Woh Kisi Ka Dard Kya Janey,

Yeh To Shama Ko Bhi Nhi Malom Ke Q Jaltey Hein Parwaney...!!!


Dard-E-Dil Pao Gey Wafa Kar Ke



Dard-E-Dil Pao Gey Wafa Kar Ke,

Hum Ne Dekha Hai Tajruba Kar Ke...!!!


Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaz Mujhe Khaey




Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaz Mujhe Khaey
Sur Jismein Hai Sab Gham Ke Woh Saaz Mujhe Khaey,

Main Kon Hoon Aur Kyaa Hoon Kiske Liye zindaa Hoon
Main Khud Bhi Nahi Samajhi Woh Raaz Mujhe Khaey...!!!


Sapna hai Aankhon Me Mgar Neend Kahin Aur Hai




Sapna hai Aankhon Me Mgar Neend Kahin Aur Hai
Dil To Hai Jism Me Mgr Dhadkan Kahin Aur Hai,

Kaise Bayan Krain Apna Haal-E-Dil
Jee To Rhey Hain Mgar Zindgi Kahin Aur Hai...!!!


Yeh To Bas Woh Hi Jaane Jis Ke Dil Pe Guzri Ho



Yeh To Bas Woh Hi Jaane Jis Ke Dil Pe Guzri Ho,

Kisi Ko Kya Khabar Koi Kisi Ko Kitna Yaad Karta Hai...!!!


Tanha Zindge Me Chal Raha Hon To Kiya Huaa




Tanha Zindge Me Chal Raha Hon To Kiya Huaa,

Jnaze Me Hoga Sara Shehar Dekh Lena...!!!


Ek Lafz Muhabbat Boye They




Ek Lafz Mohabbat Boye They,

Ek Fasal Hijer Ki Kaati Hai...


Humhaare Band Kamre Ki Tanha Chaar Dewaaron Ke Jazbaat Tum Nahi Jante




Humhaare band kamre ki tanha chaar deewaaron ke jazbaat tum nahin jaante
Thande pade chulhe ki nam ho chali lakdiyon ke halaat tum nahin jaante,

Nahin jaante tum ke tumhaare bina yeh chadar kafan si lagti hai
Har din soona soona hai... veeraani hai har raat... tum nahin jaante....


Jaagtay Rehnay Say Kahan Ruktay Hain Behtay Aansoo



Jaagtay Rehnay Say Kahan Ruktay Hain Behtay Aansoo,

Umar Bhar Ho Gi Yeh Barsat Chalo So Jaain.....


Palkein Bhi Chamak Uthti Hain Sote Mein Humari



Palkein Bhi Chamak Uthti Hain Sote Mein Humari,

Aankhon Ko Abhi Khwaab Chhupaane Nahi Aate.


Random