Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahista
Nazar mein utery jate han Gulaab ahista ahistaMohabbat ho rahi hai BeHijaab ahista ahista,
Suna ha woh kitabon m hamara naam likhty hanTbhi to woh bhi parhty han kitaab ahista ahista,
Dilon mein dooriyan hon to mobhabbat aur barhti haiSamajh aaye ga un ko ye hisaab ahista ahista...!!!
No comments:
Post a Comment