Latest
Showing posts with label Urdu Quotes. Show all posts
Showing posts with label Urdu Quotes. Show all posts

Hindi Shayari in English Words Urdu Poetry With Images Font


Kis Shook, Kis Tamanna, Kis Darjaa Aajizi Se,
Hum Aap Ki Aarzoo Kaery Hain Aap Hi Se...!!!


،کس شوق، کس تمنا، کس درجہ عاجزی سے
!!!...ہم آپ کی آرزو کرتے ہیں آپ ہی سے

किस शोक़, किस तमन्ना, किस दर्जा आजिज़ी से,
हम आप की आरजू करते हैं आप ही से...!!!




Chaand Ko Chuoo Ke Dekhna Chaahon,
Mere Nazdeek Aasmaan Kar De...!!!





Haan Tera Intzaar Baaki Hai,
Ek Umeed-e-Bahaar Baqi Hai...!!!




Tumko Aisa Kmaal Haasil Hai,
Waqat By Waqat Yaad Aaty Ho...!!!

،تم کو ایسا کمال حاصل ہے 
!!!...وقت بے وقت یاد آتے ہو 

तुम को ऐसा कमाल हासिल है,
वक़्त बे वक़्त याद आते हो...!!!



Neend Se Dushmani Nahi Meri,
Bass Ek Zidd Hai Ke Nahi Sona...!!!




Itni Aabaad Judai Bhi Kaesy Milti Hai,
Jaagta Main Hon Woh Soota Hai Meri Aankhon Me...!!!




Woh Humesha Udaas Rehta Hai,
Jo Behlta Nahi Khailoon Me...!!!


،وہ ہمیشہ اداس رہتا ہے
!!!...جو بہلتا نہین کھلونوں سے

वो हमेशा उदास रहता है,
जो बेहेलता नही खिलोनो से...!!!




Bohat Mehsoos Hota Hai,
Tera Mehsoos Na Karna...!!!


،بہت محسوس ہوتا ہے
!!!...تیرا محسوس نہ کرنا

बोहत महसूस होता है,
तेरा महसूस न करना...!!!




Tumhary Husan Ki Tafseel Kon Batlaaey,
Jo Dekhta Hai Aankhon Me Doob Jata Hai...!!!




Tum Agar Mere Humsafar Hote,
Faasly Kitny Mukhtasar Hote...!!!




Dunya Tere Wajood Ko Karti Rahi Talaash,
Humne Tere Khayaal Ko Dunya Bana Liya...!!!


Urdu Poetry Love Images Vol-2

Top (10) Ten Love Images of Urdu Poetry..


Mere Lafzoon Se Nikal Jaey Asar,
Koi Khahish Jo Tere Baad Karon...!!!




Meri Haisiyat Ka Andaza Tum Yeh Jaan Kar Laga Lo,
Hum Kabhi Unky Nahi Hoty Jo Kisi Ke Ho Jain...!!!




Meri Saans Ka Bharosa Kahan Saath Chor Jaey,
Meri Zaat Se Wabasta Logo Mujhy Maaf Kar Ke Sona...!!!





Muddat Ke Baad Juzrey Jo Uski Gali Sy,
Kuch Yaad Kar Ke Aankhon Se Aansu Nikal Pary...!!!




Muhabbat Jisko Hasil Ho Muqaddar Ka Sikandar Woh,
Muhabbat RABB Ki Janib Se Haseen Sooghaat Hoti Hai...!!!




Muhabbat Kar Ke Dekhi Hai Muhabbat Saaf Dhoka Hai,
Yeh Sab Kehny Ki Baatain Hain Phir Kon Kisi Ka Hota Hai...!!!




Munafiq Ka Nisaab Parh Kar Muhabbaton Ki Kitaab Likhna,
Barda Kathin Hain Khizaan Ke Mathy Par Daastan-e-Gulaab Likhna...!!!




Musalsal Gham Uthany Sy Yeh Behtar Hai Agar Mano,
Kinara Karny Walon Sy Kinara Kar Liya Jaey...!!!




Na Jany Tum Py Itna Yaqeen Q Hai
Tera Khyaal Bhi Itna Haseen Q Hai,

Suna Hai Piyar Ka Dard Metha Hota Hai
To Yeh Aankh Se Nikla Aansu Namkeen Q Hai...!!!




Na Kar Ay Tabeeb Nakaam Koshishain Mery Dard Ko Samajhny Ki,
Tu Pehly Ishq Kar Phir Chout Kha Phir Likh Mery Dard Ki Dawa...!!!

Urdu Poetry Love Images Vol-1

The Best Images of Urdu Love Poetry.


Kitaab-e-Ishq Likhny Ki Mujhy Fursat Nahi Sahib,
Abhi Tak Bewafai Par Meri Tehreer Baki Hai...!!!




Kitaboon Ki Tarha Hai Woh Bhi,
Alfaaz Se Bharpoor, Magar Khaamoosh...!!!



Kitny Aansu Baha Diaey Chaar Din Ki Muhabbat Me,
Agar Sajdy Me Bahaty To Guhagaar Na Hoty...!!!





Koi Naam-o-Nishaan Pochy To Use Qasid Bata Dena,
Takhallus Daagh Hai Aur Aashqoon Ke Dil Me Rehty Hain...!!!




Laakh Yeh Chaha Ke Bhool Jaon Tumhain Magar,
Hoosly Apni Jaga Bebasi Apni Jaga...!!!




Lazim To Nahi Tumhain Aankhon Se Hi Daikhain,
Kiya Tera Tasswr Tere Dedaar Se Kam Hai...!!!




Main Bas Itna Janta Hon Tere Baghair,
Zindagi Hayaat Nahi Moot Nijaat Nahi...!!!




Mana Ke Hum Hain Ujry Huey Shehar Ki Misaal,
Aankhain BataRahi Hain Ke Weeran Tum Bhi Ho...!!!




Manzil To Khoshnasebon Me Taqseem Ho Gai,
Kuch Khush Khayaal Loog Abhi Tak Safar Me Hain...!!!




Mehfil Lagi Thi Badduoon Ki,
Humne Bhi Dil Se Kaha,
Usy Ishq Ho,
Usy Ishq Ho,
Usy Ishq Ho...!!!


Urdu Poetry Images And Pictures Vol-5

Top (10) Ten Urdu Poetry Images Collection...


Jee To Chahta Hai Tujhy Cheer Rakh Duon Aey Dil,
Na Woh Rahy Tujhme Na Tu Rahy Mujhme...!!!




Jo Aana Chao To Hazaar Rasty Hain Na Aana Chaho To Uzrr Lakhoon,
Mizaaj Barham Tweel Rasta Barasti Baarish Kharaab Mousam...!!!




Kaash Dil Ki Aawaz Ka Itna Asar Ho Jaey,
Hum Umhain Yaad Karin Aur Unhain Khabar Ho Jaiy...!!!





Kaash Hum Unki Haseen Aankh Ka Kajal Hoty,
"Zaid"
Unki Aankhon Me Saeshaam Sajaey Jaty...!!!




Kabhi Husan Bhi Ban Jata Hai Dunya Bhar Ka Tamasha,
Ebrat Ke Liaey....Misarr Ka Baazar Hi Kafi Hai...!!!





Kahin Tum Bhi Na Ban Jana Mazmoon Kisi Kitaab Ka,
Loog Bary Shook Sy Parhty Hain Kahaniyaan Bewafaon Ki...!!!



Kajal Aankhon Me Daal Kar Boli,
Kijiaey Abb Shumaar Lashoon Me...!!!



Kehny Ko To Bohat Si Baatain Hain Is Dil Me,
Mukhtasar Se Alfaaz Me Meri Aakhri Khwahish Tum Ho...!!!




Khwaab Lafzoon Me Dhal Nahi Sakty,
Kaash Aankhain Parha Kary Koi...!!!




Kisi Ke Saath Na Ho Easa Haadsa Ya RABB,
Ke Kisi Ke Piyar Ko Kisi Se Piyar Ho Jaey...!!!


Urdu Poetry Images And Pictures Vol-4

This Is The Best Collection Of Urdu Poetry Images And Pictures...


Hum Aksar Nikal Jaty Hain Biyabanoo Me
"Abbas"

Suna Hai Wafa Waly Tanhai Me Rehty Hain...!!!



Hum Me To Khair Himmat Hai Dard Sehny Ki,
Tum Itny Dard Deti Ho Thak Nahi Jati...!!!




Hum Toot Karty Hain Meri Jaan Muhabbat,
Yeh Kaam Humain Hasab e Zaroorat Nahi Aata...!!!





Humny To Muhabbat Choor Di Kekin,
Muhabbat Ne Humko Kahin Ka Na Choora...!!!




Humny Uss Raat Bhi Tumhain Manga Tha,
Jis Raat Loog Bhakhshish Ki Duaa Mangty Hain...!!!




Iasi Darya Dili Se Aao Milo Na,
Jaisy Jehlam Chanaab Milty Hain...!!!




Is Dunya Me Kab Kisi Ka Dard Apnaty Hain Loog,
Rukh Hawa Ka Dekh Kar Aksar Badal Jaty Hai Loog...!!!




Ishq Tha Koi Karobaar To Na Tha,
Phir Nuksaan Huaa To Huaa Kaisy...!!!




Itni Jaldi So Jaty Ho,
Goya Ishq Se Mehroom Lagty Ho...!!!




Jamaal-e-Yaar Me Rangon Ka Imtzaaj To Dekh,
Sufaid Jhoot Hain Zalim Ke Surkh Hontoon Par...!!!



Random