Latest
Showing posts with label U. Show all posts
Showing posts with label U. Show all posts

A Love Poem Unknown Lover


A Love Poem Unknown Lover

Soft caresses
from someone unknown
A sort of kindness
I’ve never been shown,

Warmth from one
Seeped to another
Feeling shared
From a unknown lover,

Tender kisses
Upon my lips
Gentle hands
Graze my hips,


Eyes closed
As I feel his love
A sort of feeling
I’ve never thought of,

A love so strong
So true to the heart
But like all things
It soon must part,

The pages end
I close the cover
I say good bye
To my unknown lover...!!!



Urdu Hindi and English Roman Poetry Shayari Collection Vol-2

We Presenting You a new and Unique Version of Poetry/Shayari in Three Different Languages Urdu, Hindi and English Roman. It's Just Two Lines Poetry with very Emotional Images you Must Read and Enjoy. Please Give us your Feedback and Comments about it..



Main Us Ko Bhool Gai Hoon Ye Kaun Manega,
Kisi Charaagh Ke Bus Me Dhuan Nahi Hota...!!!

،میں اس کو بھول گیا ہوں یہ کون مانےگا 
!!!...کسی چراغ کے بس میں دھواں نہیں ہوتا

मै उसको भूल गया हू ये कौन मानेगा,
किसी चिराग के बस में धुआं नही होता...!!!



Ab Tere Zikr Pay Hum Baat Badal Daite Hain,
Kitni Raghbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle...!!!

،اب تیرے ذکر پہ ہم بات بدل دیتے ہیں
!!!...کتنی رغبت تھی ترے نام سے پہلے پہلے

अब तेरे ज़िक्र पे हम बात बदल देते हैं ,
कितनी रगबत थी तेरे नाम से पहले पहले...!!!




Ajab Ik Justaju Hai Zindagi Me, 
Usi Ko Dhoondti Hoon Har Kisi Me...!!!

،عجب اک جستجو ہے زندگی میں
!!!...اسی کو اڈھونڈتا ہوں ہر کسی میں

अजब इक जुस्तजू है ज़िंदगी में ,
उसी को ढूँढता हूँ हर किसी में...!!!



Ghalib Na Kar Huzoor Me Tu Baar Baar Arz,
Zahir Hai Tera Haal Sab Un Par Kahey Baghair...!!!

،غالب نہ کر حضور میں تو بار بار عرض 
!!!...ظاہر ہے تیرا ہال سب ان پر کہے بغیر 

ग़ालिब न कर हुज़ूर में तू बार बार अर्ज़ ,
ज़ाहिर है तेरा हाल सब उन पर कहे बग़ैर...!!!



Aghaaz To Hota Hai Anjaam Nahi Hota,
Jab Meri Kahaani Me Woh Naam Nahi Hota...!!!

،آغاز تو ہوتا ہے انجام نہیں ہوتا 
!!!...جب میری کہانی میں وو نام نہہیں ہوتا

आग़ाज़ तो होता है अंजाम नहीं होता,
जब मेरी कहानी में वो नाम नहीं होता...!!!


Urdu Hindi and English Roman Poetry Shayari Vol-1

We Presenting You a new Version of Poetry/Shayari in Three Different Languages Urdu, Hindi and English Roman with very Emotional Images you Must Like it...



English Roman.
Hum Ne Socha Thaa Dil Jalaa Dalain,
Phir Khayaal Aaya Is Me Tu Bhi Hai...!!

،ہم نے سوچا تھا دل جلا ڈالیں 
!!!...پھر خیال آیا اس میں تو بھی ہے 
हिन्दी.
हम ने सोचा था दिल जला डालें,
फिर ख़याल आया इस में तू भी है...!!!





English Roman.
Woh Ishaare Me Samajhta Hi Nahi Baaton Ko,
Main Kahaan Tak Usay Har Baat Dobaara Likhoon...!!!


،وہ ۱شارے میں سمجاتےہی نہیں باتوں کو
!!!...میں کہاں تک اسے ہر بات دوبارہ لکھوں
हिन्दी.
वो इशारे मैं समझता ही नही बातों को,
मैं कहाँ तक उसे हर बात दोबारा लिखूं...!!!






English Roman.
Ajab Halaat Hain Dil Ke,
Na Tum Mere Na Main Apna...!!!


،عجب حالات ہیں دل کے 
!!!...نہ تم میرے نہ میں اپنا 
हिन्दी.
अजब हालात हैं दिल के,
ना तुम मेरे ना मैं अपना...!!!





English Roman.
Bhool Jana Bhi Usay Yaad Bhi Karte Rehna,
Acha Lagta Hai Isi Dhun Me Bikharte Rehna...!!!


،بھول جانا بھی اسے یاد بھی کرتے رہنا 
!!!...اچّھا لگتا ہے اسی دھن میں بکھرتے رہنا

हिन्दी.
भूल जाना भी उसे याद भी करते रेहना,
अच्छा लगता है इसी धुन में बिखरते रेहना...!!!





English Roman.
Ab Kon Se Mausam Se Koi Aas Lagain,
Barsaat Me Bhi Yaad Na Jab Un Ko Hum Aaye...!!!


،اب کون سے موسم سے کوی آس لگاۓ 
!!!....برسات میں بھی یاد نہ جب ان کو ہم آۓ 

हिन्दी.
अब कोन से मोसम से कोई आस लगाये,
बरसात में भी याद ना जब उन को हम आये...!!!


Usy Apnay Dard Ki Fikar Thi Woh Jo Mera Waqif-e-Hal Tha



Usy Apnay Dard Ki Fikar Thi Woh Jo Mera Waqif-e-Hal Tha.
Wo Jo Uski Subha-e-Arooj Thi Wohi Mera Waqt-e-Zawal Tha!

Mera Dard wo Kesay janta Meri Bat Wo Kesay Maanta,
Woh To khud Fana k Safar Mein Tha Usay Rokna Bhi Mahal Tha!


Kahan Jao Gay Mujhay Chorr Kar, Main Pooch Poch ke Thak Gya,
Woh Jawab Mujhko na De Saka woh To Khud Sarapa Sawal Tha!

Woh Mila To Sadiyon Baad Bhi Meray Lab Pe Koi Gila na Tha,
Usy Meri Chup Ney Rula Diya Jisay Guftugu Mein kamal Tha...!!!


Usny Raat Ke Andhery Me Mery Haath Ki Hatheli Pe



Usne Raat Ke Andhery Me
Mery Haath Ki Hatheli Pe,

Likha Tha Apni Ungli Se
Mujhe Piyar Hay Tum Se,

Jaane Kesi Siyaahi Thi Woh
Ke Mitti Bhi Nahi Or Dikhti Bhi Nahi...!!!


Uttra Hai Kuch Is Aada Se Ragg-O-Jaan Me,



Uttra Hai Kuch Is Aada Se Ragg-O-Jaan Me,

Ek Shaks Ne Sari Hayaat Ka Naqshaa Badal Diya...!!!



Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko



Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko,

Afsoos Ke Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha...!!!



Uska Wada Bhi Bara Ajeeb Tha Ke Zindagi Bhar Sath Nibhaonga



Uska Wada Bhi Bara Ajeeb Tha Ke Zindagi Bhar Sath Nibhaonga,

Mene Yeh Bhi Nahi Pocha Ke Muhabbat Ke Sath Ya Nafrat Ke Sath...!!!


Unhe Is Kadar Aashiqui Humaari Shayeri Se Ho Gayi Hai



Unhe Is Kadar Aashiqui Humaari Shayeri Se Ho Gayi Hai,

Ke Aajkal Khwaabon Me Bhi Woh Aksar Kuch, Gungunaya Karte Hain...!!!



Usy Kehna Teri Bewafai Ne Mera Yeh Haal Kar Diya Hai



Usy Kehna Teri Bewafai Ne Mera Yeh Haal Kar Diya Hai,

Main Nhi Roti, Loog Mujhe Dekh Kar Rotey Hain.!!!



Usne Mujhse Pocha Mujh Bin Kaisi Hoti Hai Tumhari Zindagi



Usne Mujhse Pocha Mujh bin kaisi hoti hai Tumhari Zindagi?
Maine bhi Muskura Kar uski Aankhon ko Band kar Liya,

Aur Pocha ab Kya dikh Raha hai? Usne kaha Sirf Andhera Hi Andhera.
To Maine kaha Aisi Hoti Hai Tum Bin Meri Zindagi...!!!



Unhone Kaha Muhabbat Ka Sagar Bohat Gehra Hai



Unhone Kaha Muhabbat Ka Sagar Bohat Gehra Hai,
"Aftab"
Humne Kaha Dubnne Wale Kbhi Socha Nahi Karte...!!!


Usko Dekha Nhi Kai Din Se Kahi Aankhai Bekaar He Na Ho Jaey



Usko Dekha Nhi Kai Din Se,

Kahin Aankhain Bekaar He Na Ho Jaey...!!!


Us Ne Pocha Kya Tum Ab Bhi Mujh Se Mohabbat Karte Ho




Us Ne Pucha Kya Tum Ab Bhi Mujh Se Mohabbat Karte Ho?

Mene Kaha Mohabbat Ka Pata Nahi
Lekin,
Mujhe Dost Aaj Bhi Teri Kasam Dete Hen...!!!


Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain




Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain,

Humein Yeh Aarzu Ke Woh Dil Ki Zuban Samjh Lein..!!!


Udaasi Shaam Tanhaai Kasak Yadoon Ki Be Chaini




Udaasi,Shaam, Tanhaai,Kasak,Yadoon Ki Be Chaini,

Mujhe Sub Sonp Kar SOORAJ Utar Jaata Hai Paani Mein....!!!


Usne Kaha Ke Mujhe Bhool Jaa




Usne Kaha Ke Mujhe Bhool Jaa
Maine Tumhain Dil Se Nikaal Diya Hai,

Sukoon Sa Mill Gaya Yeh Sun Kar
Kabhi To Uske Dil Me The Hum...!!!


Uske Sath Rehte Rehte Uski Chahat Si Ho Gayi Hai




Uske Sath Rehte Rehte Uski Chahat Si Ho Gayi Hai
Usse Baat Karte Karte Mujhe Uski Aadat Si Ho Gayi Hai,

Ek Pal Na Mile Toh Bechani Si Lagti Hai
Dosti Nibhate Nibhate Usse Mohabbat Si Ho Gayi Hai...!!!


Un Panichiyon Ko Qaid Me Rakhna Aadat Nhi He Humari




Un Panichiyon Ko Qaid Me Rakhna Aadat Nhi He Humari,

Jo Mere Dil Ke Pinjre Me Reh Kar Gairon Ke Sath,
Udnain Ka Shok Rakhte Hain...!!! 


Uthany Ko Dil Chahy Tera Har Naaz Barish Me



Uthany Ko Dil Chahy Tera Har Naaz Barish Me
Ke Bhata Nahi Koi Naraz Mujhko Barish Me

Thitharty Lab, Latain Uljhi Samitta Bheega Aanchal
Keh Hota Hai Mufrid Kab Mera Andaza Barish Me...!!!


Random