Latest
Home
/
Posts filed under
Ishq
Showing posts with label Ishq. Show all posts
Showing posts with label Ishq. Show all posts
Dard Tha Dil Me Par Kabi Dikhaya Nahi
Dard Tha Dil Me Par Kabi Dikhaya Nahi
Aansu Thy Aankhon Me Par Kabi Roye Nahi,
Yehi Farq Hai Dosti Or Piyar Me
Ishq Ne Kabi Hansaya Nahi Or Doston Ne Kabi Rulaya Nahi...!!!
Photosz.Com
02:06
La-Ilaaj-E-Ishq-E-Bemaar Hun Maut Bhi Nahi Aa Rahi
La-Ilaaj-E-Ishq-E-Bemaar Hun Maut Bhi Nahi Aa Rahi,
Hakim Chhor Mujhe Dawa Me Thori Thori Muhabbat Mila Ke Diya Kar...!!!
Photosz.Com
00:33
Meri Hayat Me Tu Muhabbat Ke Baad Hai
Meri Hayat Me tu Muhabbat Ke Baad Hai
Tera Diya Har Ek Zakhm Muje Yaad Hai,
Ishq me Zinda Bach Gayi Main Bhi
Shayad Kisine Maangi Jaan ki Fariyaad Hai,
Mausam Dushman se Badle Ka Aagaya Hai
Suna Ke Ghar Aaj Kal Unke Bade Abaad Hai,
Libaas Ki Tarah Maashooq Badalny Lagi
Khayal Tere Bhi Beinteha Azaad Hai,
Poocho Na Sabab Aashiq-E-Mizaj Ka
Meri Zaat Kal Bhi Barbaad Thi Aaj Bhi Barbaad Hai....!!!
Photosz.Com
23:29
Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge
Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge
Muhabbat Ke Ghar Se Ishq Ke Naam Pe Piyaar Ly Leynge,
Aankhon Par Tumhare Husn Ki Silvatain Pardi Hain
Ek Baar Murr Jaaogi To Hum Bhi Dedaar Ly Leyngy...!!!
Photosz.Com
23:22
Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na
Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na
Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na
Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko
Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne
Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Aasi kabhi pehle hui na Thi
Khawahishein..
Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein
Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na
Aankhon aankhon mein jata De
Chaahun main ya Na..
Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain
Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai
Abhi main na dekhun khwaab Woh
Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine
Ab tak the jo sile
Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe
Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne
Bunti hun tere sapne
Tujhse hua mujhko Piyar..
Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na
Tere Khwaabon main ab jeena, Chaahun main kyon Na..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Photosz.Com
23:57
Sunn Rahaa Hai Naa Tu Roo Rahi Hun Main
Manzile Ruswaa hain, Khoyaa hai Raastaa
Aaye Le Jaaye Itnii Si Iltajaa..
Yeh Merii Zamaanat hai, tu Meri Amaanat Hai
Aaaaa...
Mujhko Iraade de, Kasme de, Waade De
Meri duaaon kaa Isharon ko Sahaare De
Dil ko Thikaane de, Naye Bahaane De
Khaabon ki Barishoon ko Mausam ke Pemaaney De..
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Yaaraa..
Waqt Bhi Thehraa Hai..
Kaise Kyun yeh Huaa..
Kaash Tu Aese Aaye
Jaisey Koi Duaa..
Tu Rooh ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai
Aaa...
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main...!!!
Photosz.Com
23:53
Random



















