Latest
Home
/
Posts filed under
Iqrar
Showing posts with label Iqrar. Show all posts
Showing posts with label Iqrar. Show all posts
वो मौजूद है आज भी इस दिल के कोने में कही
वो मौजूद है आज भी, इस दिल के कोने में कही,
एक बार इस दिल के करीब, आकर तो देखो,
बहुत मासूम सी सिसकिया ले रहा, ये नादान,
एक बार इस दिल को, दिल से लगा के तो देखो...!!!
Photosz.Com
00:44
O Jaan-E-Jaan yeh Sach Hai Ke Mein Apni Muhabbat Ka Izhaar
O Jaan-E-Jaan yeh sach hai ke
Mein apni Muhabbat ka izhaar
Kabhi khul ke na kar saki,
Magar Meri Aankhen
Hamesha Meri Dil ki Haalat Batati
Rahi Hain,
Aur Tu Hai ke Mujhse Bekhabar Aaj
Bhi Hai,
Mere Dil Ki Har Dhadkan Sirf Tera
Naam Leti Hai
Sirf Tera Naam...
Photosz.Com
00:16
Kya Pata Uski Zuban Se Bhi Izhar Nikle
Kya pata uski zuban se bhi izhar nikle
kya pta unke dil me bhi piyar mile,
Sach hai uske bina ji nhi sakte,
kya pta uske dil se bhi yahi baat nikle..
Photosz.Com
23:22
Dil ko Dil Se Dor Rakhti Hon Ta Ke Ikrar Na Ho Jaey
Dil ko dil se dor rakhti hon ta ke Iqrar na ho jaey
Kuch pal Ap Se batain Bhi karti hu taki Intzar na ho jaey,
Zindgi akele jiney ki Zid hai humain
So khud ko Aap Sab se dor rakhti hon ta ke Piyar na ho jaey.
Photosz.Com
23:05
AkSar Main Us sE PuChTi Hon
AkSar Main Us sE
PuChTi Hon
KyA Zindgi
Hai
Or
KyA MaUt?
wO KhAmOsH ReHtE hUe dIl Hi
dIl Me kEhTa hai
TuJhe Pa
liA tO zInDgI
Or
KhO
dIyA To MaUt...
Photosz.Com
22:29
Random

















