Latest
Showing posts with label Happiness Poetry. Show all posts
Showing posts with label Happiness Poetry. Show all posts

Hindi Urdu Love Romantic Shayari Yeh Tera Zikkar Hai Ya Ittar Hai Images



Yeh Tera Zikkar Hai Ya Ittar Hai,
Jab Jab Karta Hon Mehkta Hon...!!!

،یہ تیرا ذکر  ہے کہہ اتر ہے
!!!...جب جب کرتا ہوں مہکتا ہوں


यह तेरा उल्लेख कह उत्तर है,
जब करता हूँ महकते हैं..!!!!


Urdu Hindi Love Shayari Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din Images


Dil Dhondta Hai Phir Wahi Fursat Ke Raat Din,
Baithe Rahen Tasawur-e-Jana Kiye Huhe...!!!

,دل ڈھونڈتا ہے فرسٹ کے رات دن
!!!...بیٹھے رہیں تصور جاناں کئیے ہوئے

दिल ढूँढता है फर्स्ट रात दिन,
बैठे रहें तसव्वुर जानां किए हुए...!!!




Yeh Alag Baat Ke Woh Aap Sa Dikhta Hoga,
Hoo Ba Hoo Chaand Kahaan Ap Ke Jesa Hoga...!!!

،یہ الگ بات کہ وہ آپ سا دیکھتا ہوگا
!!!...ہو با ہو کہاں چاند آپ کے جیسا ہوگا

यह अलग बात है कि वे सा देखता होगा,
हो सक्षम हो कहाँ चाँद अपने जैसा होगा...!!!


Lagta Hai Mera KHUDA Meharban Hai Mujh Par



Lagta Hai Mera KHUDA, Meharban Hai Mujh Par,

Meri Duniyaa Me Teri Moujodgi Yunhi To Nahi...!!!


Woh Muhabbaton Ke Soudy Bhi Ajeeb Karta Hai



Woh Muhabbaton Ke Soudy Bhi Ajeeb Karta Hai,

Bus Muskurata Hai Aur Dil Khareed Leta Hai...!!!



Before We Kiss Poem



Before we kiss
I am that poison
that will burn your tongue
but you’ll keep asking for more
because I am forbidden

I am the girl your mother
told you to stay away from
the girl that your friends
told you about, that changes men

I am all warnings and signs
but then you have always liked
danger & red stop signs, always liked
rules because you could break them

You always kept coming back
‘just one more night’
‘one more taste’
‘one more sigh’

and I told you, darling
you would fall for me
too hard that it will break your knees
you’ll never be able to stand to leave again

but you laughed it off and now
i see you going in circles, round & round
too confused with these connections that raise
affections and all these needs

and all of them for me
and you’re desperately trying, love
trying to love me
but me, i am unlovable

I was made, created
to turn beauty into ruins
love is not written in my destiny
in fact it is a curse that is tattooed on me

So now that i have told you
of the future that is to follow
let me ask this again
do you still want to kiss me?



Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge



Phool Tumhari Saanso Se Khushbo Udhaar Ly Leynge
Muhabbat Ke Ghar Se Ishq Ke Naam Pe Piyaar Ly Leynge,

Aankhon Par Tumhare Husn Ki Silvatain Pardi Hain
Ek Baar Murr Jaaogi To Hum Bhi Dedaar Ly Leyngy...!!!



KHUDA Kare Ke Saari umar Humain Manzil Naa Mile



KHUDA Kare Ke Saari umar Humain Manzil Naa Mile,

Badi Muskil Se Woh Raazi Hue Hain Saath Chalne Ko...!!!



Dil Chahta hai Zamaane Se Chhupa Loon Tujh Ko




Dil Chahta hai Zamaane Se Chhupa Loon Tujh Ko
Dil Ki Dhadhkan Ki Tarah Dil Me Basaa Loon Tujh Ko,

Koi Ehsaas Judaai Ka Na Rehne Paye
Is tarah Khud Me Meri Jaan Chhupa Loon Tujh Ko,

Tu Jo Rooth Jaye Mujh Se Mere Dil Ki Roshni
Saari Duniya Se Khafa Ho Kar Manaa Loon Tujh Ko,

Jab Bhi Mai Dekhoon Tere Chehre Pe Udaasi Ka Saya
Bas Yeh Chahoon Kisi Tarah Hasa Loon Tujh Ko,

Tu Kabhi Duniya Se Bezaar Ho Jaye To
Dil Ye Chahe Ki Bahon Me Apni Chhupa Loon Tujh Ko...!!!



Sirf Zuban Se Kiya Hua Wada Nahi Hota



Sirf zuban se kya hua wada nahi hota
Bar bar izhar se piyar ziyada nahi hota,

Mujhe jaan,na hai to meri rooh me sama jao
Sirf kinare se smandar ka andaza nahi hota...!!!


Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly



Meri Khushi Ke Lamhe Mukhtsar Hain Is Qadar,

Guzar Jate Hain Mere Muskorane Se Pehly...!!!


Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy



Bass Ik Khahish Hai Ke Tujhe Khudse Ziyada Chahon,

Main Rahoon Na Rahoon Tujhe Meri Wafa Yaad Rahy...!!!


Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina




Sanwate Hain Woh Dekh Kar Aaina,

Jab Woh Sanwar Jaaye To Aaina Deikhta Hai...!!!


Ik Umar Se Yehi Hay Mery Dil Ki Aarzoo




Ik Umar Se Yehi Hay Meray Dil Ki Aarzoo,

Woh Saamnay Bithaa Ke Mujhe Dekhta Rahay...!!!


Main Darya Sey Bhi Darti Hoon Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho




Main Darya Sey Bhi Darti Hoon
Tum Darya Sey Bhi Gehrey Ho!

Koun Si Baat Hai Tum Main Aisi
Itney Achey Kyon Lagtey Ho...???


Yeh Sach Hai Insan Ki Khuwahishon Ki Koi Had Nhi Hoti




Yeh Sach Hai Insan Ke Khuwahishon Ki Koi Had Nhi Hoti,

Meri Ungant Khuwahishen Dekho, Tum, Tum, Aur Sirf Tum...!!!


Faqat Nigaah Se Hota Hai Faisla Dil Ka




Faqat Nigaah Se Hota Hai FaiSla Dil Ka,

Na Ho Nigaah Me Shookhi To Dilbarii Kia Hai...!!!


Teri Khuli Khuli Si Zulfein Inhy Lakh Tum Sanwaro




Teri Khuli Khuli Si Zulfein, Inhy Lakh Tum Sanwaro,

Agr Hum Snwarty TO, Kuch Aur Baat Hoti...!!!

Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain




Unhain Yeh Khwahish Ke Hum Zuban Se Izhaar Karain,

Humein Yeh Aarzu Ke Woh Dil Ki Zuban Samjh Lein..!!!


Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai




Tere Saadgi Ka Husan Bhi Lajwab Hai,

Mujhe Naaz Hai Ke Tu Mera Intkhaab Hai...!!!


Random