Latest
Home
/
Posts filed under
Chand Raat Quotes
Showing posts with label Chand Raat Quotes. Show all posts
Showing posts with label Chand Raat Quotes. Show all posts
Love Shayari Text SMS 140 Words in Urdu with Art Pictures
Aik Pal Ky Liey Chaly Aao,
Dill Ko Shaid Qaraar Aa Jaey...!!!
Woh Bhi Hmary Sath Hai Sehraa Me In Dinon,
Dekha Thaa Jinko Humny Muhabbat Ki Nazar Se...!!!
Hameein Se Rangy Gulistan Hamieen Sy Rangy Bahaar,
Hamieen Ko Nazam-e-Gulistan Py Ikhtiyaar Naheen...!!!
Meny Chaha Hai Tujhy Dil Sy Ibaadat Ki Hai,
Tu Bhi Chahy To KHUDA Apna Bna Ly Koi...!!!
Suna Hai Eid Aai Hai,
Naa Jaany Kab Tum Aao Gey...!!!
Toot Jata Hai Wasta Khud Se,
Tujh Se Jab Raabta Nahi Hota...!!!
Tu Nahi Waqif-e-Adab-e-Ghulaami Sy Abhi,
Raqss Zanjeer Pehan Ker Bhi Kiya Jaata Hai...!!!
Wisaal Me Bhi Woh Hi Hai Firaaq Ka Aalam,
Ky Usko Neend Mujhy Raat Jaagy Ki Aadat Hai...!!!
Yun To Har Lamha Teri Yaad Ka Bojhal Guzraa,
Dil Ko Mehsoos Hoi Teri Kami Sham Ky Baad...!!!
Kya Kabhi Khatm Bhi Hongy Yeh Dard Ky Lamhy,
Zindagi Bartegi Kabtaq Yeh Berukhi Humsy...!!!
Photosz.Com
00:29
Chand Raat SMS and Quotes with Greeting Cards
Ab To Harr Bars, chand Raat Ko Main Chand Ko Dheekta Hon
Aur Yeh Guman Karta Hon Ke Shayad Ab Ki Baar "CHAND RAAT",
Main Tum Bhi Chalay Aao, Aur Chpkay Sy Meri Aankhon Parr
Haath Rakh Kar Keh Do Chand Raat Mubarak Ho...!!!
Chand Raat Mubarak...!!!
Raat Ko Naya Chand Mubarak
Chand Ko Chandni Mubarak,
Falak Ko Sitare Mubarak
Sitaroon Ko Bulandi Mubarak,
Aur Aap Ko Hamari Taraf Se
Chand Raat Mubarak...!!!
KHUDA Kary Har Raat Caand Banke Aaye
Din Ka Ujaala Shan Ban Ky Aaye,
Kabhi Na Door Ho Apky Chehry Se Muskurahat
Har Din Aysa Mehmaan Ban Ke Aye...!!!
Chand Raat Mubarak Ho...!!!
Chupke Se Chand Ki Roshni Cho Jaey Aap Ko
Dheeray Se Yeh Hawaa Kuch Keh Jaey Aap Ko,
Dil Se Jo Chahte Ho Maang Lo RABB Se
Hum Duaa Karainge Ke Woh Mil Jaey Aap Ko,
Chand Raat Mubarak...!!!
Aae “Chand” Jab Woh Teri Taraf Dekhain
To Unhain Kuch Yaad Dila Dena,
Mudhar Se Kuch Geet Sunana Aur Kehna
Tumhain Koi Yaad Karta Hai,
Teri Arzoo, Teri Umeed Karta Hai
Koi Aaj Bhi Tumhain Dekh Kar Eid Karta Hai...!!!
Advance Eid Mubarak...!!!
Photosz.Com
05:54
Random














