Latest
Home
/
Posts filed under
Best Urdu Poetry Collection
Showing posts with label Best Urdu Poetry Collection. Show all posts
Showing posts with label Best Urdu Poetry Collection. Show all posts
Sad Love Shayari SMS in Urdu with Art Images
Chasham-e-Numm Dhoond Rahi Hai Tumko,
Kaash Dunya Me Tum Hi Tum Hoty...!!!
Hum Anjuman Me Sabb Ki Taraf Dekhty Rahy,
Apni Tarha Se Koi Akela Nahi Mila...!!!
Kis Tarha Dil Sy Baghawat Ka Iraada Kr Lun,
Jaanta Hun Yeh Teri Baat Mein Aa Jata Hai...!!!
Meri Ankhon Sy Koi Neend Liey Jata Hai,
Ek Taswur Hai Jo Madhoosh Kiaey Jata Hai...!!!
Taabeer Kis Ko Dhondny Aai Hai Abb Yahan,
Aankhon Ke Saary Khwaab To Kab Ke Nahi Rahy...!!!
Tamaam Umrr Ki Aawargi Pe Bhaar Hai,
Woh Aik Shabb Jo Teri Yaad Me Guzari Hai...!!!
Aap Pehlu Me Jo Bathain To Sambhal Kar Bathain,
Dil-e-Betaab Ko Aadat Hai Machal Jany Ki...!!!
Abb Tumko Bhool Jany Ki Koshish Karingy Hum,
Tumsy Bhi Ho Saky To Na Aana Khyaal Me...!!!
Chaand Dilkash Hai Manta Hun Magar,
Husn-e-Jaana Se Haar Jayegaa...!!!
Tum Sy Kia Shikwa Tum Se Shikayat Kaisi,
Eid Ka Kia Hai Yeh Har Saal Chali Aati Hai...!!!
Photosz.Com
22:38
Best Love Urdu Poetry SMS with Heart Touching Pictures
Muhabbat Kya Hai Yeh Hum Nahi Janty,
Sath Nibhain Gey Yonhi Umar Bharr Tera...!!!
Kuch Haar Gayi Takdeer Kuch Toot Gaey Sapne,
Kuch Ghairon Ne Kiya Barbaad, Kuch Chor Gaey Apne...!!!
Smandar Sary Sharab Hote To Socho Kitne Fasad Hote
Gunah Na Hoty Sawab Hote To Socho Kitne Fasad Hote,
Kisi Ke Dil Me Kyaa Chupa Hai Buss KHUDA Hi Janta Hai
Dil Agar Be'Naqaab Hote To Socho Kitne Fasad Hote...!!!
.
Jane Meri Aankhon Sey Kitney Aansu Beh Gaey
Insano Ki Bheerd Me Bhi Dekho Tanha Reh Gaey,
Karte Thy Jo Kabhi Apni Wafaa Ki Batain
Aaj Wohi Sanam Mujhe Bewafaa Keh Gaey...!!!
Tasalli Rakh Aey Dil-e-Nadaan Mat Roo Apni Zaat Pey,
Tera Tha Hi Kon? Jo Tera Haal Puchtaa..!!!
Aey Rahbar Kamil Chalne Ko Tayaar To Hon Buss Yad Rahe,
Es Waqt Mujhe Bhatka Dena Jab Saamny Manzil Aa Jaaey...!!!
Dekh Karr Unki Aankhon Me Apne Naam Ki Mayosi,
Dil Royaa To Nahi Magar Phir Kbhi Hasa Bhi Nhi...!!!
Ay Sadma-e-Firaq, Naa Kar Hum Se Chair Chaar,
Tu Kis Ka Naaz Hai Ke, Tujhe Bhi Uthain Hum...!!!

A Short Poem in Urdu about Love.
Jo Harf Loh-e-Wafa Par Likhe Hoey Hain Unn Ko Bhi Dekh Laina
Jo Raaeygan Ho Gaein Woh Sare Ibbaratein Bhi Shumar Karna,
Yeh Sardiyoon Ka Udaas Mousam Keh Dharkanein Barf Hogai Hain
Jab In Ki Yakh Bastagi Parkhna To Tamazatain Bhi Shumaar Karna,
Tum Apni Majboriyon Key Qissey Zaroor Likhna Wzahaton Se
Jo Meri Ankhoon Me Jall Bhuji Hain Woh Khuwahishain Shumar Karna...!!!
Izhaar-e-Yaad Karon Yaa Pochon Hal-e-Dil?
Aye Dil Kuch To Bahana Bata Un Se Baat Karne Ka...!!!
Wafa Karnay Walay Humesha Akelay Q Reh Jatey Hain...!!!
Photosz.Com
21:14
Random



















