Latest
Home
/
Posts filed under
Aarzoo Poetry
Showing posts with label Aarzoo Poetry. Show all posts
Showing posts with label Aarzoo Poetry. Show all posts
Hindi Love Ghazal Is Kainaat-e-Muhabbat Me Hum Misl-e-Shams-o-Qamar Hai
Is Kainaat-e-Muhabbat Me Hum Misl-e-Shams-o-Qamar Hai
Ek Raabita Musalsal Hai Ek Faasla Musalsal Hai,
Maain Khud Ko Baich Duun Phir Bhi Main Tujh Ko Paa Nhi Saktaa
Main Aam Saa Hamesha Hun Tu Khas Sa Musalsal Hai,
Waqat-e-Wisaal Ki Bhi Ek Aarzu Adhoori Hai
Ek Aas Si Hamesha Hai Ek Khwaab Saa Musalsal Hai,
Khata Kaaron Ki Qismat Me Jannat Huaa Nhi Karti
Main Khatakaar Azal Se Hun Tu Parsaa Musalsal Hai...!!!
Photosz.Com
23:11
Hindi Shayari in English Words Urdu Poetry With Images Font
Kis Shook, Kis Tamanna, Kis Darjaa Aajizi Se,
Hum Aap Ki Aarzoo Kaery Hain Aap Hi Se...!!!
،کس شوق، کس تمنا، کس درجہ عاجزی سے
!!!...ہم آپ کی آرزو کرتے ہیں آپ ہی سے
किस शोक़, किस तमन्ना, किस दर्जा आजिज़ी से,
हम आप की आरजू करते हैं आप ही से...!!!
Chaand Ko Chuoo Ke Dekhna Chaahon,
Mere Nazdeek Aasmaan Kar De...!!!
Haan Tera Intzaar Baaki Hai,
Ek Umeed-e-Bahaar Baqi Hai...!!!
Tumko Aisa Kmaal Haasil Hai,
Waqat By Waqat Yaad Aaty Ho...!!!
،تم کو ایسا کمال حاصل ہے
!!!...وقت بے وقت یاد آتے ہو
तुम को ऐसा कमाल हासिल है,
वक़्त बे वक़्त याद आते हो...!!!
Bass Ek Zidd Hai Ke Nahi Sona...!!!
Itni Aabaad Judai Bhi Kaesy Milti Hai,
Jaagta Main Hon Woh Soota Hai Meri Aankhon Me...!!!
Woh Humesha Udaas Rehta Hai,
Jo Behlta Nahi Khailoon Me...!!!
،وہ ہمیشہ اداس رہتا ہے
!!!...جو بہلتا نہین کھلونوں سے
वो हमेशा उदास रहता है,
जो बेहेलता नही खिलोनो से...!!!
Bohat Mehsoos Hota Hai,
Tera Mehsoos Na Karna...!!!
،بہت محسوس ہوتا ہے
!!!...تیرا محسوس نہ کرنا
बोहत महसूस होता है,
तेरा महसूस न करना...!!!
Tumhary Husan Ki Tafseel Kon Batlaaey,
Jo Dekhta Hai Aankhon Me Doob Jata Hai...!!!
Tum Agar Mere Humsafar Hote,
Faasly Kitny Mukhtasar Hote...!!!
Dunya Tere Wajood Ko Karti Rahi Talaash,
Humne Tere Khayaal Ko Dunya Bana Liya...!!!
Photosz.Com
02:49
Random











