Friday, 31 May 2013
Woh Mehsoos Karty Hain Saza Dard-E-Muhabbat Ki Jo Apni Zaat Se Barh Kar Kisi Se Piyaar Karty Hain
Woh Mehsoos Karty Hain Saza Dard-E-Muhabbat Ki,
Jo Apni Zaat Se Barh Kar Kisi Se Piyaar Karty Hain...!!!
Hazaar Cheroon Me Teri Muhabbatain Milti Hain Mujhko
Hazaar Cheroon Me Teri Muhabbatain Milti Hain Mujhko,
Par Dil Ki Zid Hai Tu Mily Tujh Jesa Bhi Nahi...!!!
Tuesday, 28 May 2013
Karingy Kiya Rafaqat Ho Gai To Humain Hasil Yeh Raahat Ho Gai To
کریں گے کیا؟ رفاقت ہو گئی تو؟
ھمیں حاصل یہ راحت ہو گئی تو؟
Karingy Kiya? Rafaqat Ho Gai To?
Humain Hasil Yeh Raahat Ho Gai To?
مجھے پہلو میں اپنے مت بٹھانا
شرافت سے شرارت ہو گئی تو؟
Mujhy Pehlo Me Apny Mat Bitho
Sharafat Se Shararat H Gai To?
تیرے کہنے پہ تم سے روز مل لوں
مجھے تم سے محبت ہو گئی تو؟
Tere Kehny Pe Tumse Rooz Mil Lon
Mujhy Tumse Muhabbat Ho Gai To?
مجھے مانگا ہے تم نے ہنستے ہنستے
تیری قبول حاجت ہو گئی تو؟
Mujhy Manga Hai Tume Hansty Hansty
Teri Qabool Hajat Ho Gai To?
میں تم کو آج جانے بھی اگر دوں
تمہیں جانے کی عادت ہو گئی تو؟
Main Tumko Aaj Jane Bhi Agar Du
Tumhain Jane Ki Aadat Ho Gai To?
ہنسو مت حالِ دل پہ اس طرح سے
تمہیں بھی ایسی چاہت ہو گئی تو؟
Hanso Mat Haal-E-Dil Pe Is Tarha Se
Tumhain Bhi Easi Chaahat Ho Gai To...!!!
Monday, 27 May 2013
Alfaaz Ke Jhoote Bandhan Me Aghraaz Ke Gehry Padoon Me
الفاظ کے جھوٹے بندھن میں
اغراض کے گہرے پردوں میں
Alfaaz Ke Jhoote Bandhan Me,
Aghraaz Ke Gehry Padoon Me
ہر شخص محبت کرتا ھے
حالنکہ محبت کچھ بھی نہیں
Har Shakhs Muhabbat Karta Hai,
Halankeh Muhabbat Kuch Bhi Nahi
سب جھوٹے رشتے ناطے ھیں
سب دل رکھنے کی باتیں ھیں
Sab Jhoote Rishte Naate Hain,
Sab Dil Rakhne Ki Baatin Hain
کب کون کیسی کا ہوتا ھے
سب اصلی روپ چھپاتے ھیں
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai,
Sab Asli Roop Chupate Hain
اخلاق سے خالی لوگ یہاں
لفظوں کے تیر چلاتے ہیں
Ikhlaaq Se Khai Loog Yahan,
Lafzoon Ke Teer Chalaty Hain
اِک بارنگاہوں میں آ کر
پھر ساری عمر رُولاتے ھیں
Ik Baar Nigahon Me Aakar,
Phir Sari Umar Rulate Hain
ھم خوشبو کے سوداگر ھیں
اور سودا سچا کرتے ھیں
Hum Khushbu KE Sodagar Hain,
Aur Soda Sachha Karty Hain
جو گاہک پھولوں جیسا ہو
ھم بِن داموں بِک جاتے ھیں
Jo Gahak Phoolon Jesa Ho,
Hum Bin Damoon Bik Jaty Hain
ھم شھرِ وَفا کے لوگوں کا
تم حال بھلا کیا جانوں گئے
Hum Sher-E-Wafa Ke Loogon Ka,
Yum Haal Bhala Kiya Jano Gy
ھم دل کی بات چھپاتے ھیں
!!!...ھم اشک بھی پئ جاتے ھیں
Hum Dil Ki Baat Chupaty Hain,
Hum Ashk Bhi Pee Jaty Hain...!!!
Friday, 24 May 2013
Thursday, 23 May 2013
Tu Hi Yeh Mujhko Bata De Chaahun Main Ya Na
Tu hi ye Mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na
Tu hi ye mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata.. de, Chaahun main ya Na
Itna bata dun tujhko, chahat pe apni Mujhko
Yun toh nahin ikhtiyaar, phir bhi ye socha dil Ne
Ab jo laga hoon milne, poochun tujhe ekBaar..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Aasi kabhi pehle hui na Thi
Khawahishein..
Kisi se bhi milne kina kithi Koshishein
Uljhan meri sujha de, Chahun main ya Na
Aankhon aankhon mein jata De
Chaahun main ya Na..
Mere chhote chhote Khwaab hai, Khwaabon mein geet hain
Geeton main zindagi hai, Chahat hai, preet Hai
Abhi main na dekhun khwaab Woh
Jin mein na tu mile, Le khole hoth Haine
Ab tak the jo sile
Mujhko na jitna mujhpe, Utna is dil ko Taujhpe
Hone laga aitbaar, Tanha lamho main Apne
Bunti hun tere sapne
Tujhse hua mujhko Piyar..
Poochungi tujhko kabhi na, Chaahun main ya Na
Tere Khwaabon main ab jeena, Chaahun main kyon Na..
Tu yeh mujhko bata de, Chaahun main ya Na..
Apne tu dil ka pata de, Chaahun main ya Na..
Sunn Rahaa Hai Naa Tu Roo Rahi Hun Main
Manzile Ruswaa hain, Khoyaa hai Raastaa
Aaye Le Jaaye Itnii Si Iltajaa..
Yeh Merii Zamaanat hai, tu Meri Amaanat Hai
Aaaaa...
Mujhko Iraade de, Kasme de, Waade De
Meri duaaon kaa Isharon ko Sahaare De
Dil ko Thikaane de, Naye Bahaane De
Khaabon ki Barishoon ko Mausam ke Pemaaney De..
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Yaaraa..
Waqt Bhi Thehraa Hai..
Kaise Kyun yeh Huaa..
Kaash Tu Aese Aaye
Jaisey Koi Duaa..
Tu Rooh ki Raahat Hai
Tu Meri Ibaadat Hai
Aaa...
Apni Karam ki Kar Adayein
Karde Idhar Bhi Tu Nigaahe..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Roo Rahi Hu Main..
Sunn Rahaa hai naa Tu Kiuon Roo Rahi Hu Main...!!!